LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

N.i.act section 138

(Querist) 25 March 2015 This query is : Resolved 
sir main 10 years se Hoshangabad me poore parivar ke sath rah raha hoon. anek patra mujhe esi pate par mil rahe hain mera ek cheque jispar self likha tha rashi nahin likhi thi miss ho gaya tha ek vyakti ka mere ghar aana -jana tha vah us cheque ko le gaya self ko katkar usne uska nam likh kar uske bank a/c me jama kiya vah cheque dissoner hua tha jabki mai us cheque ko yah man rahe the ki vah cheque ghar me hi kisi pustak aadi me rakha gaya hai bank me soochana di gae stap payment us cheque ka kara diya gaya tha jis vyakti ne vah cheque le gaya tha us ne kapat se demand notice mujhe hoshangabad ke pate par na bhejkar mere parmanent pate par bheja court me dekhe gaye record ke anushaar demand notice ko kisi vijay nam ke vyakti ne liya hai jabaki vijay man ka vyakti mere parivar me koe bhi nahi hai demand notice me paise udhar ka karan diya gaya hai kisi prakar ki koe likha-padhi nahin hai My help me
Dr J C Vashista (Expert) 25 March 2015
@Vijay,
1. Kya tumne cheque gum koi police report likhaii? Jab tumhen pata challa ke gum cheque kis ke pass tha police ko bataaya? Koi police action huuaa? Aagee????
2. Bank ne kis kaaran dishonor kiya?
3. Adhuuri jankari hai.
4. Local vakil sahib se million.
Devajyoti Barman (Expert) 25 March 2015
agree with Vashithaji.
M/s. Y-not legal services (Expert) 25 March 2015
Dear ramprasd better you may post your query in english..
Rajendra K Goyal (Expert) 25 March 2015
If the case has been registered against you, defend yourself and prove the facts before the court.
ajay sethi (Expert) 25 March 2015
vakil ko contcat karen
SAINATH DEVALLA (Expert) 25 March 2015
Aap ki Query kadi ajeeb lagti hai, kyonki cheque aap ke ghar me khogaya, aap kahate hai ke koi vyakte aapke ghar aana jana kartatha. Usne cheque apne account me jama kiya.kya cheque lejaneke baad usne aapka ghar aana bandkiya. Kuch ajeebsi lagte hai.In prashn or Vasisthji puchese savaloko samadhan dijiye. Jab aapko kya karna batayenge. agar app santhust nahiho, jab aap ke mohalle ki ek acha vakil se sampark kijeye.
T. Kalaiselvan, Advocate (Expert) 28 March 2015
आप हमारे वकील महाशय श्री साइनाथ देवाल्ला का प्रश्न का उत्तर दीजिये, तब आपको कुछ अच्छा उपाय मिलने का मौका है


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :