Kiya case daalo ke merai pati court ke chakkar lagate rahai jindgi bhar?
Reformist !!! (Other) 22 March 2013
yahan aap khud hi izhaar kar rhi hain ki thapad mara islie 498,dv,125 dal dia apne.......matlab na usne dowry mangi tab bhi 498 kia..........aap aur konsa case dalna chahti hain, 3 toh dal hi die hain, ab ek kaam karo divorce daal do aur sath mein rcr dal do.....tan ki judge hi confuse ho jaye ki akhir aap chahti kya ho :P
Madhu Ji, aapke Pati agar zindagi bhar Court ke chakkar lagaate bhi rahein to isase aapka kya faayda hoga?
Apne likha hai ki pehale wo aapko rakhna nahin chahte the, to apne un par cases laga diye, par case lagane se kyaa unke vyavhaar mein koi parivartan aaya? Mujhe nahin lagta ki aaya hoga.. kyonki aapne tabhi to aage likha ki ''Mai aur case laga sakti hu..''
Aapko sasuraal mein jo bhi jhelnaa padaa, uske badle ke liye cases lagate rehna sahi kadam nahin hai..
Pati ko kisi cases mein uljhaane ke bajaay aap ye socho ki aapko ab aage life mein karna kyaa hai, aapki bhalaai kisme hai.
Manish Udar (www.Mehnat.IN) 22 March 2013
saari zindagi badla lene mein bita do
www.mehnat.in
ragz hyder (PM) 22 March 2013
somebody please track the gals email and IP address....iska pata lagna chahiye aur iska pati yeh post dikha kar unese ispar perjury, intentionally causing harm, defamation cases daalna chahiye...unke pati ke ma inpe bhi domestic violence ka case daal sakti hai...
Manish Udar (www.Mehnat.IN) 22 March 2013
@ragz hyder Do not suggest illegal things on a law website. This cannot be done, conversation between a client and a lawyer is privileged information.
www.mehnat.in