LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Abhishek (Not working)     04 April 2014

Compromise in sec 125

Sir,

mera naam  A kumar  hai aur mujh per meri wife ne 498 A aur 125 ka case kiya tha . Lawyer ko mediator bana kar humne compromise kiya tha aur maintence ka 2 lac diya tha. compromise me point tha ki amount farukhabad me (jaha dono case kiya gaya hai lekin mera ghar waha nahi hai) diya jayega aur stridhan jaunpur (mera ghar) me diya jayega divorce ke bad. Humne sec. 9 me vidai ka case kiya tha jo divorce me convert kar rahe hai.. Ab meri wife compromise ki condition change kar rahi hai aur stridhan bhi farukhabad me hi mang rahi hai. woh case ki date per bhi paisa milne ke bad nahi aa rahi hai aur hum stridhan divorce ke time per hi dena chahte hai nahi to woh shyad maintance ka amont badh sakti hai. hum log jaunpur aur farukhabad me up down se pareshan hai. woh aati nahi. ab naubat case khariz ki aa rahi hai tab humara paisa chala jayega. samajh nahi aa raha ki kya karo. humare lawyer ki tabhiyat kharab chal rahi hai jis ki wajah se woh 5 mahine se court nahi ja poa raha hai uske junior ko case ki detyails jyada nahi pata hai jiski wajah se prob ho rahi hai. kya karo samajh nahi aa raha. Pls koi solution bataiye

Abhishek kumar

 



Learning

 1 Replies

sandykrish (Interested in Family LAW)     05 April 2014

Please comprehend this in English, by the virtue of your writing it shows that you are fooling experts. No mercy to anyone in the eye of law

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register