LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

A   10 September 2015

Property right

This query is : Open Author : Posted 6 minutes ago Mere Dada ji ke pita ke 2 putra the unhone dono ko apne maakan me hissa de diya tha par mere dadaji ke bhai ne apna hissa mere dadaji ke pita ke naam par he rahne diya mere dadaji ke pita ki mratyu ke baad dono bhaiyo me phir se batwara hua or mere Dada ji ke bhai ne makaan or jameen ke badle chal sampatti le li thi mere dadaji ne us makaan ko 24 saal pehle bana bhi liya tha jab unke bhai bhi jiveet the or aaj ukth makaan 15 saal se mere pita me naam par hai. Mere dadaji 17 saal pehle or Unke bhai 19 saal pehle shant ho chuke hai.mere dadaji ke bhai ne 2 shaadi ki thi. Unki pehli patni ki 3 ladkiya hai or WO mere dadaji ke bhai ki samppatti me se apna haq le chuki hai. Ab 2015 itne saal baad unhone hamare ghar me bhi hissa managa hai. Kya unka rights itne saal baad bhi banega jabki unke pita ke saamne hi sab ho chuka tha.


Learning

 2 Replies

Rakesh V. Khandelwal (Lawyer)     11 September 2015

Any document about partition was executed? If yes u can defend on that basis. Oral partition may also be proved. For your opponent, limitation to file suit is extinguished. Their right to claim share is extinguished. Plea of adverse possession may be taken if no other defences are available in facts of ur case

adv.raghavan (Advocate,9444674980)     11 September 2015

requesting the querist to post either in Hindi or English, kindly avoid posting englised hindi.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register