hello sir, i am 28 years old and i had 1 younger brother and 1 younger sister. my father was died in 2003 in the age of 45. my mother is 48 years old.my grandfather has 3 sons and 4 daughters. one of the son was died in the age of 21.(pls. sir meri english weak he) mere papa se bade bhai pahle matlab mere tauji 25 years ki age me kam karne bahar chale gaye the jaha unhe 2500000 la loss hua aur ye sab mere papa aur dadaji ne chukaya ,par iska koi wriitten nahi he. mere dadaji 5 bhai the jinhe petrak batwaare me jamin mili thi aur jo aaj present me dadaji ke hi naam he. dadaji ke father ki 1965 me death ho gayi thi, par dadaji aur inke bhaiyo ne 1971 me ek saade paper par samaz ke bade ki salah se batwara kar liya tha. dadaji ke 5 bhaiyo me se aaj sabse bade mere dadaji aur sabse chote wale jinda he. ab 2004 me mere tauji ne jabarjasti 1 saade paper par sign karwa liye mere aur mere dadaji . unhone usme jo maanga usse jyada hamne unhe diya par unhone phir bhi dadaji par property batwware ka case recently laga diya he aur jyada hissa manga he. pls sir advise me ki ab me kya karu, dadaji unko ab kuch bhi dena nahi chahte he ,wo to sab hame hi dene me raji he, agar abhi dadaji rejietered wasiyat kar de to woh manya rahegi ya nahi