LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

sameer (c)     16 September 2011

Ipc 392, 392/11

Mitro Aap ka Abhivadan

Ek court case mein Aap ki help chahiye ...please provide best solution

case registered against 4 people state vs ....those 4 people.....

this is a loot case 

situation kuch is tarah hai...

ek mahila jo apne bank locker se kuch samaan nikaal kar aa rahi thi 

tabhi to motercycle sawaro ne unka wo  bag jo ki jwellry se bhara tha loot liya

after few days police ne dono ko arrest kia 

unke pass se sirf 4 gold coin mile ,and 2 other loge jo lutero ki nisaan dehi per pakde gaye ,ne lutero se 4 coins khareede ,2 coin ek ki jeb mein 2 ek ki jeb ,uske alawa police ko unki pocket se kuch nahi baramad hua.

aur 3 coin lutero ke pass se baraamad hue ,they are not antique ,usually mil jaate hain

victim ka kahna hai jis din locker khula ,uske 7 din pahle hi uski maa ne wo coins usko tohfe mein diye the,to Mitro kya bank se kisi madhyam se pata kia ja sakta hai ki person ka locker loot hone ki date se 15 din ke beech mein kitni baar khula ,

halaki kisi source se pata laga ki wo coins police ke dwara plant kiye gaye hain ,aur usme se ek bhi coin victim ka nahi hai

but victim kah raha hai saare coin uske hi hain,lekin baaki samaan jo sath mein mila hai wo use pahchaan nahi pa raha

2 loge jinhone loot ko anjaam dia hai ,usko bhi wo pahchaan rahi hai,but 2 loge jinko coins buy karne mein samil kia gaya hai unke baare mein usko kuch nahi pata

but unke pass ke coins ko apna bata raha hai

any guess ipc 411 waale dono criminals ko case se kaise alag kia jaaye



Learning

 0 Replies


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register