hlo friends..
meri marrige march 2006 mein huyii.. 2-3 month baad meri wife ki ldaayii mujhse and mere ghr walo se ho gyii.. nov. 2008 mein hmara ek beta huya.. 2009 mein meri wife ghr shodkr maayke chlii gyii.. 1 saal baad waapis aayii... 2012 mein usne meri family pr under section 498 a case kr diiya.. jo 1 saal baad compromise ho geaa sept. 2014 se hum apne hii ghr mein alag alag room mein rahne lge.. may 2015 se main ek unmarried ladkii k saath kahii aur rah rhaa hu.. question is kia meri wife mere uppr koii case kr sktii hai? mere uppr koii legal action ho skta hai? .. m in govt. job... agr koii legal action hotta hai to sjaa kia hai.. kisi u/s ho skta hai.. and merii job ko koii problm?
thanking you