LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

sonu jain (1)     02 December 2013

False case 323, 294

mujhe mere ghar lucknow mai m.p. ki court se 323, 294 dharao mai summon aya petitioner bhi lucknow mai rehta hai, aur usne waha jutha case kr diya hai mere pas paryapt sabot hai ki usne jutha case kiya hai, to kya ab mai uske aur uske juthe gawaho ke kilhaf lucknow mai case kr sakta hu ya nahi. aur agar kar sakta hu to kon-kon si dharao mai kar sakta hu, aur juthi gwahi dene k aarop mai vakil ka ka licence kon si dharao mai suspend karva sakta hu.

dhanyawad



Learning

 1 Replies

Nadeem Qureshi (Advocate/ nadeemqureshi1@gmail.com)     02 December 2013

Sonu ji

Vakil ka licence cancel nhi ho sakta hai. agar aapke pass paryapt suboot hai to aap High Court me Quashing ke liye yachika dayar kare aur agar yachika me aap jit jate hai to aap uske aur gawaho ke khilaf dhara 182 bhartiya dand sanhita aur dhara 499 me mukadme daal sakte hai.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register