LCI Learning
Master the Basics of Legal Drafting in All Courts. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Isha Anurag Upadhyaya   18 April 2020

family law

hello sir/madam
meri shadi ko 4year ho chuke h. arrenge marriage thi. ek beta h 2yr3mnths ka. mere in laws mujhe starting s hi psnd nahi krte husband ko bhadkate h mujhe mayeke bhejne ki baat karte h.
Ye ghar mere husband or sasur k naam pr h but sare pese emi mere husband hi dete h. abi in laws jeth k yaha h kuch time se but vo vapas ayenge or yahi rhenge.
mujhe janna h kya is ghar pe mera koi huq h..


 2 Replies

Abhishake Kumar Ravi   20 April 2020

hlo sir meri shadi ko 12 saal ho gaye.love marriage hai.shadi se pahle to Meri wife mera sunti thi.shadi k baad har baat par tana deti hai.main ek word usi galti par bolu o sara baat ulatne lagti hai chillane lagti hai.jara sa bhi nahi samjhati hai.apne hisab se chalati hai.har kaam mein dakhal deti hai.bahut torcher karti hai.sab kuchh apne hisab se karati hai.ma baap se dur rakhti hai.inko value bhi nahi deti hai.mera ek beta hai aur ek beti.isi ko le k blackmail karti hai.etna in chuka Hoon ki man karta hai aatmhatya kar lu.kuchh samjh nahi aa raha hai kya karun.mere bacche mere liye sabkuchh hain.kya karun?

Isha Anurag Upadhyaya   20 April 2020

Budhe mata pita ki seva se mene kabhi inkaar nahi kia pr vo mujhe ghar se nikalana chahte hai. agar ghar m hamesha kalesh rhe to usme b koi nahi reh sakta.

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register