Hello sir mere pardada ke pas 10 bigha kheti ki jamin thi or unke 2 bete the . Jab is jamin ka batwara (25 to 30 year ago) hua tab galti se sari jamin chote bete ke nam pe ho gayi ye koy bada issue nahi hai ye samjh ke inhone ispe koy action nahi liya . Ab firse 2023 me jamin ka batwara karna hai lakin mere pardada ka koy bhi documents nahi hai . Or jamin mere chote dada ke nam par hai wo bhi apni death se pahle, Khushi se mere dada ke hisse ki jamin lotana chahte hai to ye khet ki jamin vapas mere dada ke nam kaise ho sakati hai or kaise mere father or mere name unme dal sakte hai.