Dear All,
i want to know abt court marraige,,actually i m married , i want help,,,mere shaadi kiyee huyee 3 saal ho gayee hain ,,,mera ek beta bhi woh two years ka hai .........maine court marriage kiya hai ,,,,,intercaste hai.....maine bengali hoon aur meri wife marwari,,,,,,humlogon ki life acchi chal rahii hai but problem yeh hai ki ..
mere sasurjii paise se kaphi strong hain..aur unlogon ne case kiyaa hai aur case bhi chal raha ...unlogon ne
Apharan / under 18 / MAD la case kiya haii......lekin actual me aisa kuch bhi nahi haiiiii.......ladki 22 years ki thhi shaadi ke time pe aur woh mad bhi nahi haiii aur maine apharan bhi nahii kyaa hai .....
woh case mere family pe - father,brohter aur ek mera friend hai uspe kiya haiiii,,,,,,,
three years se case chal raha aur main ghar se kaphi dooor ahemdabad ,gujrat me rahta hooon
aur mere paas marriage certificate hai,,,
aur maine court marriage karne ke baad sare certificates - jis state ka hoon wahan ke cheif justice,dist megistrate , city police station / sab gagah pe maine certificates //photographs bhej diyaa thaaaaa..
" case abhi bhi chal raha............main chata hooon ki case ko khatam karooon but kiase "
note: mere papa ne high court me bhi case file kiya abhi 2 mahine ho gayee hain abhi tak date nahi aayii hai.
SO PLZ HELP ME HOW TO possible .....