Mere dada ne ek shop apne 3 beton ke naam vasiyat ki(unregistered ) unki death ke bad mere papa ke 2 brothers ne ikrarnama tyagpatra se mere papa ko shop chod di(unregistered but wo tahsildar se 1971 mein tasdik hai 2 witness ke bhi sign hain) aur phir mere papa ne ek vasiyat ki mere naam se wo notary attested hai. Kya is complete process mein kahin koi galti hai ya sab sahi hai