Mere dada ne ek shop apne 3 beton ke naam vasiyat ki(unregistered ) unki death ke bad mere papa ke 2 brothers ne ikrarnama tyagpatra se mere papa ko shop chod di(registered) aur phir mere papa ne ek vasiyat ki mere naam se wo notary attested hai. Kya is complete process mein kahin koi galti hai ya sab sahi hai
Kya papa abhi zinda hain agar zinda hain to unko bolo will registered karne ko sub registered office mein , agar papa zinda nahin hain to title apne naam transfer karwane ki application do , process tabhi tak sahi hai jab tak usko kishi ne court mein challenge nahi kiya.
Trouble Logging in? Try following the given steps -
1. Visit your inbox to find a confirmation mail from LAWyersClubIndia.
2. Click on the confirmation link and confirm your signup