LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

balwant (peon)     20 February 2010

plz help, can i reopen dismissed case

hi to all respected persons,

please read full matter, mein poori detail eng mein nahi likh paa raha iske liye sorry,

1. mere grand father ke pass jo jamin thi bho unhe unke pita ji se mili thi lakin marne se pehle woh mere chacha ke naam will kar gaye saari jamin grand father ke marne ke baad chacha ko mil gayi.

2. grand father 89 mein expire hue.

3. phir chacha ki bhi achank mout ho gayi. uske baad woh saari jamin meri chachi, unka ladka aur beti ko mill gayi. present mein bhi unke hi naam hai aur unke hi kabje mein hai, chacha ki mout 93 mein hui.

4. 1994 ko mere pita ne un teeno ke naam CJM court mein case file kar diya, bho case abhi chal hi raha tha ki mere pita ji ki bhi mout ho gayi 10 oct 2001 mein, uske baad hamari taraf se us case ko handle karne koi nahi gaya aur woh case august 2002 mein dismissed kar diya gaya.

5. 2001 ke baad mein chacha ke ladke se jamin wapis lene ke liye request karta raha lakin koi fayda nahi hua.

     Ab kya mein us case ko reopen kar sakta hoon agar haan to kaise. aur kya possibilty hain is case mein mere liye. * july augst tak ho sakta hai woh saari jamin power project mein aa sakti hai {dam} project wale private land lene ke paper ready kar rahe hain plz. jaldi meri help kijiye.............

                  balwant  hamirpur himachal.



Learning

 7 Replies

balwant (peon)     20 February 2010

hi all experts plz reply

Kiran Kumar (Lawyer)     20 February 2010

balwant u ve already wasted a lot of time....the limitation period is in excess in ur case.

 

u were aware of dismissal of case and obviously about the ownership and possession of land.

 

i dont think the court will accept ur pleas to restore the case.

balwant (peon)     21 February 2010

kiran sir thnx for reply,

but kya mein old case ke behalf par kuch naya nahin kar sakta hoon jisse mujhe us jamin ke liye stay mil jaaye ?

ad. creaminall (professional Advocate)     21 February 2010

mushkil hai per impossible nahi hai. koshish karo. aapne bahut samay gawanya hai phir bhi koshish karo shayad luck favour kare aur tumhe compensation milasake.

1 Like

Anil Agrawal (Retired)     21 February 2010

वह जमीन आपके पिता की नहीं दादाजी की थी। फिर कैसे पिता से चाचा, चाचा से चाची और अब उनक लड़कों के नाम हो गई। उस पर आपका भी हक बनता है। आप अपने इलाके के वकील से संपर्क करें। उन्हें सारी बातें सिलसिलेवार बताएं, जोकुछ जायदाद के कागज हैं दिखाएं। एक गलत काम दूसरे गलत काम को उचित नहीं ठहरा सकता। अगर आप यह साबित कर सकें कि जमीन आपके दादा की थी तो कुछ बात बन सकती है।

balwant (peon)     22 February 2010

Originally posted by :ad. creaminall
"
mushkil hai per impossible nahi hai. koshish karo. aapne bahut samay gawanya hai phir bhi koshish karo shayad luck favour kare aur tumhe compensation milasake.
"

thnx sir

balwant (peon)     22 February 2010

agrawal sir thnx

but revenue recored mein woh mere dada hain ye toh clear hai


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register