LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

c k pathak (mgr)     24 March 2014

harrassment of a women

Mere friend ki wife ko ek banda paresan kar raha hai.Usane pahle mere friend ki wife ko prem ke jaal me phansa kar apne saath photo khichwa liye. Awaz bhi record kar li.Uske father ke account me rupaye bhi jama kar diye. Galti ka ahsas hone par mere friend ki wife ne usase baat karna band kar diya to blackmail kar raha hai. Police me report ki gayee par koi phayada nahi hua.Ab woh photo ko facebook par mere friend ke parichiton ko bhej kar be ijjat kar raha hai.Mahila aayog ko bhi complain di gayee par naam ki enquiry hui. Mera friend aur uski wife kafi tanav me hain. Proper action suggest karen.


Learning

 2 Replies

Kapil Gupta (Advocate)     24 March 2014

Mr. Pathak, you should go to the court and make register your FIR under the IT Act 2000. Alongwith that, try to change the Investigating Officer if you want. For anymore help, you can contact me on my e-mail id or my mobile. Thank you.

Nadeem Qureshi (Advocate/ nadeemqureshi1@gmail.com)     24 March 2014

Mr. Pathak

facebook pr kiya gya kaam I T Act 2000 ke ander jurm hai, uske liye aapke friend ki wife ko ek complaint cyber crime cell ko deni chahiye, waha se fayda mil sakta hai.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register