respected advocates
I have some questions.... meri shaadi ko ek saal hone wala hai..Shaadi ke 1-2 months baad hi mere husband ne Mujhe chhod diya.
sir main 8-9 months se akele apne maayke me apne mummy papa ke sath reh rahi hu..meri Shaadi ka saaman,jewellary etc sab uske pass
hai.. Main unemployed hu. study kar rahi hu....mere parents hi Mujhe economically support kar rahe hai... Maine Abhi tak uske against Koi complaint nhi ki hai.ab karna chahti hu kyuki main ab ye sab sehen nhi kar skti... Mujhe bhi ek patni ka hak chahiye..plz tell me the legal ways to get my rights?? Main police ke pass nhi jana chahti... kyoki police kbhi nhi serious nhi hoti kisi ki complain par....