LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Chandra Mohan Singh   20 May 2016

My brother wants his children back

Sir,

Meri Saadi Kalkaji Mandir me hui thi. Mere Ek 6 Saal ki ladki aur 4 saal ka ladka hai. Meri Alcohal pine ki aadat ke wajah se meri wife ke saath Ladai hoti rahti thi. Lagbhag 1.5 Years pehle meri wife mujhe chhod kar pehle mere bhai ke paas chali gai thi. Lekin Uske Badchalan hoen ke wajah se mere bhai ne bhi unko waha se jane ko keh diya. Fir wo apne Parants ke paas chali gai. Aur ek din Apne Maa ke saath aake mere sare saman jabardasti leke chali gai (un samano me mera Voter ID, Aadhar, LIC Paper, TV, Fridge etc. the). 

Uske baad se maine kai baar wife se milne ki kosis ki. Apne bachhe se milne ki kosis ki. Lekin meri saas ne na to unse milne diya aur na hi phone me baat karwai. Mere Bhai uar unki wife ne bhi mere saas se unke bare me puchne ki kosis ki lekin sahi jankari nahi di unhone.

Abhi 23/3/16 ke as pas mere bhai ne mere saas ko phone karke mere bachhon se milne ki baat ki to unhone kaha ki mere wife aur bachhe kaha hai unhe kuch nahi pata. Fir mere Bhai ne mere sasur ko phone kiya to unhone bataya ki meri wife ne kisi se saadi kar li aur khush hai. Aur unhone bata ne se mana kar diya ki wo kaha hai.

Please meri madad kijiye ki mai kya karu jisse mere bachhe mujhe mil jaye aur augar meri wife ne saadi kar li hai to mujhe mai divorce kaise lun...

Please Please meri madad kijiye.



Learning

 4 Replies

Ompal Aggarwal (Advocate)     20 May 2016

Aapki wife ne dushri shadi ki hai kanoon usko nahi manta. Aap aapne bacho ko pane ke liye court ka sahara le. Ishke liye kisi ache vakil se mile

Ompal Aggarwal (Advocate)     20 May 2016

Aapki wife ne dushri shadi ki hai kanoon usko nahi manta. Aap aapne bacho ko pane ke liye court ka sahara le. Ishke liye kisi ache vakil se mile

A walk alone (-)     20 May 2016

Hadh h 1.5 years badh tumhe apni wife and children Ki yaar aayi. I dnt understand why she goes to your brother home she should go her parents home in the beginning. Usne bikul Sai kiya tumhe chodkar. Kya karti Vo bi, usne 3.5 years tumhare sath rehkar dekh lia you can't leave alcohol. Yadi usne bina divorce dusri shadi Ki h toh Vo valid nai h. You can file divorce case in court and also custody for your children. But as you are alcoholic chance of getting custody is very less.

Pranali Sharma   16 May 2017

In this digital world you can download your aadhar card ID proof online, and if you want to check your aadhar status online click here


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register