sir meri marriage ko 1 saal ho chuka hai....main sirf 2 months hi apne in laws aur husband ke sath rahi hu.. hamari understanding ek dusre se match hi nhi karti..ye to final hai ki Hum ab zindgi bhar alag rahenge ek dusre se par Hum court nhi jana chahte..ab problem ye hai ki mera selection govt job ke liye hua hai..usme documents me agar main khud ko married dikhau to Mujhe apne in laws se domicile,caste certificate ,voter id etc jaruri
documents banwane hai par wo log nhi banwa rahe hai mere ye documents..ab main kaise proof kru ki main unmarried hu ya married?
in central govt, Adhaar Card replaced all documents...
Domicile and Caste Certificates are neccessary only when you wants to avail the benefits..
Regards...
Surinder Mittal