Shriman Ram samudre ji, main gussa bilkul nahi kar raha hun aur aapke is aakhir wale statement se bhi puri tarah sahmat hu aur mere khayal se isse koi bhi asahmat nahi hoga. sabhi yahi kahte hai jo aap kah rahe hai. Fir vaham ya bhavnaatmak duri kis baat pe ho gayi? Har vyavastha men der saber kuchh chhudra swarthi tatha arajak tatva aa hi jaate hain. sirf unke aadhaar par puri vyavastha ko anyaayi kahna bewkufi hai. kis pandit ne kah diya ki hindu dharm chhuwachhut wala dharm hai? Kya aaj chhuwachhut nahin hai aur kya swasthya ki dristi se kuchh maamle men chhuwachhut jaruri nahin hai? kya sever ki safaayi kar rahe majdoor se aap gale lag jaate hain? aur jab tak vo thik se snaan na kar le tab tak kya uske gale lag jana sadharan logo ke sehat ke liye thik hai?
Kya buddha ne ved aur Ram Krishna ko bina shart gaali dena sikhaya tha? Kya Buddha kshatriya nahin the?
Buddh ki aisi kaun si sikh hai jo Hindu sabhyata men pahle se maujood nahin thi? Ram aur Krishn ne kaun aisi baat kahi jo hindu sabhyata men pahle se nahin thi? Har kisi mahapurus ne chhupe huye vicharon ko shabdon ka her fer karke apne jamaane ke lihaj se aur aane wale jamane ka aakalan karne bhavishya ke liye jo upyukt samjha us tarike se samjhaya. Ek hi baat ko sabhi ne apne-apne audience ko thik se samjhane ke liye alag - alag tarike se samjhaya.
Ram, Krisn, Manu, Vyaas , Buddh, Isa Masih, Sai baba, Paigambar muhammad,....,... kisi ne koi alag baat nahi kahi.
Filhal, kisi ne thik kaha hai ki - "Religion ek deerghkaalik rajniti hai".
Shriman ji main gussa bilkul nahi kar raha hun aur aapke is aakhir wale statement se bhi puri tarah sahmat hu aur mere khayal se isse koi bhi asahmat nahi hoga. sabhi yahi kahte hai jo aap kah rahe hai. Fir vaham ya bhavnaatmak duri kis baat pe ho gayi? Har vyavastha men der saber kuchh chhudra swarthi tatha arajak tatva aa hi jaate hain. sirf unke aadhaar par puri vyavastha ko anyaayi kahna bewkufi hai. kis pandit ne kah diya ki hindu dharm chhuwachhut wala dharm hai? Kya aaj chhuwachhut nahin hai aur kya swasthya ki dristi se kuchh maamle men chhuwachhut jaruri nahin hai? kya sever ki safaayi kar rahe majdoor se aap gale lag jaate hain? aur jab tak vo thik se snaan na kar le tab tak kya uske gale lag jana sadharan logo ke sehat ke liye thik hai?
Kya buddha ne ved aur Ram Krishna ko bina shart gaali dena sikhaya tha? Kya Buddha kshatriya nahin the?
Buddh ki aisi kaun si sikh hai jo Hindu sabhyata men pahle se maujood nahin thi? Ram aur Krishn ne kaun aisi baat kahi jo hindu sabhyata men pahle se nahin thi? Har kisi mahapurus ne chhupe huye vicharon ko shabdon ka her fer karke apne jamaane ke lihaj se aur aane wale jamane ka aakalan karne bhavishya ke liye jo upyukt samjha us tarike se samjhaya. Ek hi baat ko sabhi ne apne-apne audience ko thik se samjhane ke liye alag - alag tarike se samjhaya.
Ram, Krisn, Manu, Vyaas , Buddh, Isa Masih, Sai baba, Paigambar muhammad,....,... kisi ne koi alag baat nahi kahi.
Filhal, kisi ne thik kaha hai ki - "Religion ek deergh kaalik rajniti hai".