Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aaj chand nikla...
Jaane kitne dino ke baad, gali mein aaj chand nikla ...
Another fantastic one....
People can use this for their separated spouses too...
Mere mehboob kayamat hogi, aaj ruswa teri galiyo mein mohabbat hogi;
Meri nazren to gila karti hain, tere dil ko bhi sanam tujh se shiqayat hogi!
Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ki Na Tujhpe Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Naam Niklega Tera Hi Lab Se
Jaan Jab Iss Dil-E-Nakam Se Rukhsat Hogi
Mere Mehboob...
Mere Sanam Ke Dar Se Agar
Baad-E-Saba Ho Tera Guzar
Kehna Sitamgar Kuchh Hai Khabar
Tera Naam Liya Jab Tak Bhi Jiya Ae Shama Tera Parwana
Jisse Tujhe Aaj Bhi Nafrat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
Parth Chandra (none) 02 June 2011
1) Tu es tarah se meri zindagi me shamil hey
2) Dikhai diye yu ke bekhud kiya...
3) Ek akela is shaher mein raat or dopaher me
4) ek pyar ka nagama hey....mozo ki ravani hey zindagi or kuch bhi nahi
5) Barharo phool barasao mera maheboob aaya he
6) zilmil sitaro ka aangan hoga .... rimzim barasata sawan hoga - This is very close to my heart as whenever this song used to come in radio when I was a child...I can remember the light and love in my parents eyes while looking at each other and smiling
7) Tu jaha jaha chalega mera saaya saath hoga
8) chithi aayi hey aayi hey chithi aayi hey
9) Ghar aaja paradesi tera des bulaye re
10) Tujase naaraz nahi zindagi heran hun me
11) Pal pal dilake paas tum raheti ho
12) woh kagaz ki kashti woh barish pani
13) neela asama so gaya
14) kasame waade pyar wafa sab baate hey baton ka kya
15) hazar rahe mudake dekhi...kahi se koi sada na aayi.....badi wafa se nibhayi tumane hamari thodi si bewafai
16) dekha ek khwab toh ye silsile huye
17) chand si mahebooba ho meri kab esa mene socha tha...ha tum bilkul waisi ho jesa mene socha tha
18) Nayan ne bandh rakhi ne me jyare tamane joya che...tame cho ena karata pan wadhare tamane joya che - Gujarati Gazal by Manahar Udhas
19) Manzile apani jagah hey...raste apani jagah
20) O sathi re....tere binabhi kya jina
21) Hame tumase pyar kitana .. yeh ham nahi janate magar ji nahi sakate tumhare bina
22) Aahat si koyi aaye toh lagata hey ke tum ho....saya koi laheraye toh lagata hey ke tum ho
23) Koi phariyad tere dil mein dabi ho jese...tune ankho se koi baat kahi ho jese (Tum Bin)
24) Kon ayega yah koi na aya hoga....
25) Kya se kya ho gaya tere pyar mein...chalo suhana bharam toh tuta jana ke husn kya hey....kaheti hey jisako pyar duniya...kya chiz kya bala hey.....chaha kya.....kya mila......bewafa.....tere pyar me
26) mat pooch ke kya haal hai mera tere peeche too dekh ke kya rang tera mere aage - One of my favourit gazal....can understand the words from - https://shayarimypassion.blogspot.com/2009/02/mirza-ghalib-ghazals-mat-pooch-ke-kya.html
27) Jab kabhi tera naam lete hai
dil se hum intekaam lete hai
meri barbaadiyo ke afsaane
mere yaaro ke naam lete hai
bas yahi ek zurM hai apna
hum mohabbat se kaam lete hai
har kadam par gire magar seekhaa
kaise girto ko thaam lete hai
ham bhaTak kar zunoon ki raaho mein
aKal se intekaam lete hai ..................ANOTHER CLASSIC GAZAL....TOO GOOD
28) abhi naaz he tute dilako wafa pe....bhula denge tumako sanam dhire dhire (hamako diwana kar gaye)
29) Tum joh na ate toh acha tha .... aa ke na jaate toh aacha tha (hamako diwana kar gaye)
30) Tera mera saath rahe....dard ki dhoop ho ya..sukh ka savera ho...sab gawara he mujhe sath jo tera ho (Saudagar)
31) Suhana safar or yeh mosam hasi...hame dar he ham kho na jaye kahi
32) ham or tum....tum or ham ... khush hey yuh aaj milake...jese kisi sangam par...mil jaye do nadiya tanha bahete bahete
33) Yeh duniya...yeh mahephil mere kaam ki nahi ...mere kaam ki nahi
34) akhiyo ke zarokho se....tuje dekha joh saware....tum dur nazar aye....badi door nazar aaye
35) Koi jab tumhara riday tod de....tadapata hue jab koi chod de...tab tum mere paas ana priye...mera dar khola hey khola hi rahega tumhare liye.
36) Zindagi ki na tute ladi......pyar kar le ghdi do ghadi (Kranti) - One of my all time favourit dialog from this film by Shatrugna sinha - APANE KHOON SE TARIKH KO ABAD RAKHENGE....WOH LADAI HOGI KE ANGREZ JISE YAAD RAKHENGE
37) Tera banega woh jo tera nahi hey...e dil bata kyo tujako etana yaki hey.
38) Me jaha rahu...me kahi bhi hun..teri yaad ....sath hey...kisi se kahu..ya nahi kahoo yeh jo dil ki baat hey
39) tujase juda ho kar .. muje door jana he...pal bhar ki judai phir lotake aana hey...sathiya....sang rahega mera pyar
40) Teri kaari akhiyo se jind meri jaage...dhadakan se tez dodu sapano se aage ... (My name is khan)
41) Tujhe dekh dekh sona...tujeh dekh kar hey jagana....mene yeh zindagani sang tere bitani ... tujame basi hey meri jaan
42) Joh wada kiya woh nibhana padega....par yeh samajalo hamane jab bhi pukara tumako aana padega
43) Ham intezaar karenge....ham intezaar karenge tera kayamat taq....khuda kare ke kayamat ho aur tu aye
Parth Chandra (none) 02 June 2011
1) Tera Hijr Mera Naseeb Hai Tera Gham Hi Meri Hayaat Hai
Mujhe teri doori ka Gham ho kyon tu kahi bhi ho mere saath hai
mere vaaste tere naam par koi harf aaye nahi nahi
mujhe Khauf-e-duniya nahi magar mere rubaru teri zaat hai
tera vasl aye meri dilruba nahi meri kismat to kya hua
meri mahajabeen yahi kam hai kya teri hasraton ka to saath hai
tera ishq mujh pe hai meharabaan mere dil ko haasil hai do jahan
meri jaane jaan isi baat par meri jaan jaaye to baat hai
2)
Sarvesh Kumar Sharma Advocate (Advocacy) 02 June 2011
pal bhar ke liye koi hame pyar kar le,
jootha hi sahi!
Sarvesh Kumar Sharma Advocate (Advocacy) 02 June 2011
sapne main milti hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
zimmerzapper (student) 03 June 2011
Originally posted by :LiveAndLetLive | ||
" |
Tujh mein rab dikhta hai, yaara mein kya karu Sajde sar jhukta hai, yaara mein kya karu!... lyrics are great!!! |
" |
great song live and let live. this song also brought tears to my eyes.
Parth Chandra (none) 03 June 2011
1)
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein
ye zamin chand se behatar nazar aati hai humein
surkh phulon se mahak uthati hain dil ki rahen
din dhale yun teri aawaz bulaati hai humein
yaad teri kabhi dastak kabhi saragoshi se
raat ke pichhale prahar roz jagaati hai humein
har mulaqat ka anjaam judai kyun hai
ab to har vaqt yahi baat satati hai humein
2)
justaju jiski thi usko to na paya humne (2)
is bahaane se magar dekh li duniya humne
justaju jiski thi
tujh ko ruswa na kiya aa aa aa
tujh ko ruswa na kiya khud bhi pashemaan na hue
ishq ki rasm ko (2)
is tarah nibhaaya humne
ishq ki rasm ko is tarah nibhaaya humne
justaju jiski thi
kab mili thi kahaan bichhadi thi aa aa
kab mili thi kahaan bichhadi thi hume yaad nahin
zindagi tujko to (2)
bas khwaab mein dekha humne
zindagi tujko to bas khwaab mein dekha humne
justaju jiski thi
aye adaa
aye adaa aur sunaaye bhi to kya haal apna
umra ka lamba safar (2)
tay kiya tanha humne
umra ka lamba safar tay kiya tanha humne
justaju jiski thi usko to na paya humne
is bahaane se magar dekh li duniya humne
justaju jiski thi...
zimmerzapper (student) 03 June 2011
Rhim Jhim Gire Sawan - Female Verson(my fav) - Movie: Manzil
https://www.youtube.com/watch?v=cmD6GfZgKX8
Male Version of the same song