LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Evidence

(Querist) 25 March 2012 This query is : Resolved 
sir,
kya civil evidance me digital cemare se li hui photo ko exibit kiya ja sakta hai ?
kya civil evidance me digital cemare se li hui photo ki CD ko exibit kiya ja sakta hai ? kyuki CD digital cemare me nahi lagti hai use alge se banaya jata hai.
i thing in this sichwestion CD ko nato pesh kiya ja sakta hai or na hi use exibit kiya ja sakta hai .
digital cemare se li hui photo memory card me hoti hai yadi memory card pesh nahi karte hai to kya digital photo exibit kiya ja sakta hai ? ki CD ko exibit kiya ja sakta hai ?
Raj Kumar Makkad (Expert) 25 March 2012
memory card ke sath photo to exhibit kiya ja sakta hai magar CD nhi kyunki uska koi memory card nhi hota.
SAINATH DEVALLA (Expert) 25 March 2012
Sandeepji,
Yesi prashan app ne pahele puchatha.Magar alag tarekese.Bilkul istamal karsakteho,balke us cd ka nirdharan kiyajayega,ki o alsi hai ya nakhli.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :