A is father, B is elder son (mentally ill.. not by birth bt in because of an incident), C is younger son.
Ancestoral property... jo A ko uske father ke expire ho jane ki wajah se inherit hui hai..
B ki problem ka fayda utha kar C ne A ko behla-fusla kar B k against kar k ancestoral property ka vasiyat nama apni wife aur apne baccho k naam ka banwa liya hai;.
jo ancestoral property hai... wo ancestors se chali aa rahi hai.. uski poori entry hai.
A mere dada ji hain
B mere papa hain
C mere chahca hain
mere papa mentally ill hain.... is case mein main kya karu?