I want your help,
Malkeet Singh 30 January 2016
I want your help,
Malkeet Singh 30 January 2016
Thanku for your advice Mrs Renuka Mam,
Meri wife or mera case abhi women cell mei chal rha hai, abhi na hi koi FIR launch huyi ha na hi case court pahuncha hai.
Malkeet Singh 30 January 2016
I am ready to reconcile with her, but uski mother usko dhamki deti hai ki tu gayi tu mei apne aap ko jaan se maar dungi, is vajah se vo nahi aa rahi, balki uski or meri achi baatchit chal rahi thi jabse hum women cell ki 2nd date se ho kar aayi, pr last 3 days vo mujhse baat nahi kar rahi shounting kar rahi hai mujhe phone par ki aaj ke baad mujhe phone nahi aana chahiye.
Hamare bich ke jo ladai hai vo huyi bhi uski mother ke karan huyi
Hello Advisors, I got married on 19-10-14, my wife and me living happily for 6 months, my mother send her to her home for "saawan ka mahina" on july. First time meri mom n meri wife ke beech mei jhagda huya, tab mein aur mere family members jaake meri wife ko leke aaye the, after that, nov 2015 ko meri saasu ma ka birthday tha jo hum attend nahi kar paaye ispe uski Mom ke words the "tu aayi kyun nahi kya tere ghar par koi maar gya tha". Fir next day meri saasu ma hamare ghar aayi n Gaali dene lagi aur meri wife ko apne ghar lekar chali gayi. after One month meri saasu ma ne and meri wife ne meri khilaf complaint ki hai ki:- 1. hum dowry mangte hai 2. mei apni wife ki salary (Rs.8000) rakh leta hu 3.shaadi ke tym batay tha ki ladke ki salary 60000, but meri actually salary 10500. 4. Meri saasu ma ne apne Husband ke saath bhi aisa kiya tha.
Manoj Choudhary (Advocate) 30 January 2016
Manoj Choudhary (Advocate) 30 January 2016
Manoj Choudhary (Advocate) 30 January 2016
Malkeet Singh 31 January 2016
Thank you for your valuable advice,
kindly please tell me, Which type of legal authorization required to prove in court.
Malkeet Singh 31 January 2016
Thank you for your valuable advice,
kindly please tell me, Which type of legal authorization required to prove in court.