Sayed Maqsood Ahmed 12 April 2023
Real Soul.... (LEGAL) 12 April 2023
Wo aap ki zimaydari hain,wo jis kay saath rahna chahti hain uskay khilaaf FUR daldo, wo abi 14 years ki hain wo aap ki resposnisblity hain , Gurdainship say zad nahi hoskhty jab tak wo 18 ki na ho jaye
Shakti Maan (lawyer at Supreme Court delhi 9650334626) 12 April 2023
government ne girls ki legal wedding age 18 and boy ki 21 rakhi hai...
agar ladka 21 ya usse jada hai or ladki 18 se kam to shadi nahi mani jayegi...
agar ladki 18 se uper or ladka 21 se kam hai to bhi shadi nahi mani jayegi
agar ladka 21 se kam or ladki 18 se kam hai to bhi shadi nahi mani jayegi...
ap police me complain kar do ladke ke khila uske parivar walo ke khilaf police me ki wo apki ladki ko behla fusla ke bhaga le gaya....
or rahi baat apke guardianship se azad hone ki to wo ap nahi ho sakte jb tk ki wo apke documents ke according 18 saal ki nahi ho jati 18 saal ke hone ke baad uski merji wo kahi bhi jaye or kahi bhi shadi kare ap use rok nahi sakte.... bs samjha sakte hai sahi galat kya hai
Sudhir Kumar, Advocate (Advocate) 14 April 2023
जो भी नाबालिग की शादी में शरीक होगा अपराधी होगा (शादी करवाने वाले पुजारी सहित)
जो नाबालिग से शादी करेगा वह बलात्कार का दोषी होगा