Dear Sir
ram ke dwara shyam ko dhara 80 cpc ka notice diya gaya jo ki kisi bhi sarkari post par nehi h ab shyam dwara ye notice ka jawab diya gaya h ki ram ko 80 cpc ka notice bhijwane ka koi adhikar nehi h kyon ki wo notice us par lagu nehi hota ab shyam dwara yeh keha ja reha h ki ram ke bheje is galat notice ke karan wo mansik asantualn ho gaya or high blood pressure ho gaya or use jaan ka khatra h or sath hi shyam dwara 15 days main jawab nehi dene par kannoni karwahi ka hawala bhi diya gaya h ab ram ko kya karna chahiye .