Divorce
sandhya gupta
(Querist) 06 July 2014
This query is : Resolved
sir,
mere sister ki shadi 3dec.2007 ko hue thi.usko do bachche bhi hai.uska sasuraal mumbai me hai.dusra bachcha 8aug2011 ko hone k baad sasuraal walo ne use mayke bhej dia or 6 mahine baad divorce ka notice bhej diya.currently meri behan mayke me hai.ladke ne dusri shadi kar li hai.
divorce is base par usne ek tarfa le liya hai ki ladki ek saal se jyada time se apne mayke me hai,jabki divorce k liye kisi bhi tarike ka notice nhi diya gya hai or na he Meri behan ne apni sahmati di hai divorce k liy.meri behan apne pita par aasrit(depend)hai.
please give me suggetion in fevour of my sister.
THANK YOOU
Nitish Banka
(Expert) 06 July 2014
apply for maintenance u/s 125 CrPC
Check for ex-parte divorce decree if passed and set it aside.
Rajendra K Goyal
(Expert) 07 July 2014
Consult a local lawyer and discuss full case. move for setting aside of the decree if ex-party.
Apply for maintenance u/s 125.
ajay sethi
(Expert) 07 July 2014
divorce kab hua tha ? divorce notice milne ke baad aapne vakil engage kiya tha ? yadi case contest nahi kara tau divorce milega unke pati ko
T. Kalaiselvan, Advocate
(Expert) 07 July 2014
Check it up personally with the concerned court's office about the divorce decree, if you find an entry, gather the particulars and apply for setting aside the exparte decree through a lawyer, simultaneously as advised by other experts, you may file a maintenance case too. Consult a local lawyer and proceed further.
sandhya gupta
(Querist) 07 July 2014
divorce 5march 2013 me huaa tha,dusri shadi usne 18feb. 2014 me ki.divorce ka notice nhi mila tha.hame jaankari dusri shadi kar lene k baad pta chali ki divorce ho chuka hai or dusri shadi bhi.kya shadi me diya gya dahej ka samaan or paisa mil sakta hai.
Biswanath Roy
(Expert) 10 July 2014
Dahej ka samman aur paisa mil sakta. Apne ek vakil ka notice bhejiay uska usul karne ka liye. Sath Sath jis court nay divorce ka order diya hai usi court se saray kagjad ka nakal uthaiye aur appeal file kijiye aur 125 Cr.PC dhara mutabik khor posh ka mamla magistrate court me dakhil kijiye.