LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Agreement

(Querist) 01 October 2013 This query is : Resolved 
mai jis company me job karta hu us company ne
3 year ka agreement karwa liya h anjane me us agreement ko o kisi ko dekhne ko bhee nahi dete us per jabardasti se sign le gai h usi agriment k karan ham yaha se chod nahi sakte


so plz help me
Raj Kumar Makkad (Expert) 01 October 2013
Aap uski copy to mang hi sakte hain likhit main aur agar vo nhi dete to aap labour department ke dwara mang samte hain aur fir bhi nhi milti to vkeel ke dwara aur fir bhi nhi to usi ko madhyam bnake job chhod dijiye aur company ke act and conduct ko adhar bnayeeye.
Rajendra K Goyal (Expert) 01 October 2013
Well advised by the expert raj kumar makkad ji, nothing more to add.
Sarvesh Kumar Sharma Advocate (Expert) 01 October 2013
पाण्डे जी; लेबर कमिश्नर के यहाँ मुकदमा दर्ज कराए!
Raj Kumar Makkad (Expert) 03 October 2013
Sarvesh ji! Labour comission ko approach karna itna sehaj nhi hai. local star par shuru krayeeyega.
prabhakar singh (Expert) 03 October 2013
पाण्डे जी!aap ki baat hajam nahee huyee!
Vase aap kis astar k karmcharee hain?
MANGLESHWAR PANDEY (Querist) 04 October 2013
mai yaha per BDD hed of department HU MERE JAISE 28 LOGO K SATH AISA HUA H
MANGLESHWAR PANDEY (Querist) 04 October 2013
KYA KOI COMPANY JO SRAM VIBHAG ME RESISTER NA HO O KYA APNE IMPLY SE AGRIMENT KARWA SAKTI H... AUR MAINE SUNA H KI OFFICE ME JITNE LOG KAM KARTE H UNKI DETAILS POLISE STATION YA LABER COMISNER K YAHA DENA HOTA H AISA KUCH H KYA
Guest (Expert) 05 October 2013
Shram Vibhag me company ki registration aur karamchari ke sath agreement, dono alag alag batein hain, woh bhi jab contract labout ki baat aati hai. Yadi aapko koi apni smasya hai to aap labour officer se mil kar samadhan karwa sate hain. Haan agreement ki prati prapat karne kaa aapka poora adhikar hai.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :