Power of attorney
e form
(Querist) 31 March 2013
This query is : Resolved
कितने व्यक्ति एक व्यक्ति को जनरल पॉवर ऑफ़ अटॉर्नी बना सकते है.
कानून में इसके लिए कोई सीमा है.
Devajyoti Barman
(Expert) 31 March 2013
Kanoon me iska koi sima nehi hai. Har ek co-sharers of the property kisi ek ko POA de sakta hai.
e form
(Querist) 31 March 2013
हुआ यूँ के करीबन ५० लोगो ने एक ही व्यक्ति को POA बनाया. इसके लिए कुछ ऑब्जेक्शन ले सकते है या नहीं?
Devajyoti Barman
(Expert) 31 March 2013
nehi.koi objection nehi ho sakta..lekin sab 40 log ko ohi property mein interest hona chahiye.
e form
(Querist) 31 March 2013
lekin sab 40 log ko ohi property mein interest hona chahiye.
is ka matlab samajh me nahi aaya sir? pls explain.
Vijyant Nigam (09807349001)
(Expert) 31 March 2013
Actually apka 50 union 40 lag raha hai. Waise numbers are not important. Ek insan ko har wo insan apna POA bana sakta hai jis par un sabko poora poora vishwas ho.
R.K Nanda
(Expert) 31 March 2013
no more to add.
Raj Kumar Makkad
(Expert) 31 March 2013
sari duniya ek hi bhagwan main to vishwash karti hai aur agar uske ek bande par 40-50 logon ne likhit main vishwas kar liye to kya gunah ho gya?
Vijyant Nigam (09807349001)
(Expert) 01 April 2013
agree with raj ji. his good self used the simplest way to explain the legal position.