LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

maa ke naam zamin pr kiska hak.

(Querist) 14 August 2015 This query is : Resolved 
Sir,mai ye janna chahta hun ki kya maa ke naam zamin pr beti hak h ya nhi ? Drsal meri bahan ne nabalik mein hi apni mrji se shadi kr li aur bad mein court mein puchne pr usne lrke ke sath rhna swikar kiya bt ab wo zamin pr hak jatana chahti h jo ki meri maa ke naam se h aur iske liye wo kuch v kr skti h.Yhan tk ki wo aksr jb hmlg bahar rhte h to thane mein paiaa dekar jabardasti ghar mein ghus jati h aur jb meri mummy ghar jati h to usko marti h aur phir thane mein fir drj krwa deti h aur pura family member ko fsa deti h jb ki koi member whan nhi rhta h fir v.Hm lg sb pr fir kr di h jis karan preshan hona prta h hmlg ko.To plz sir btaiye ab hm lg kya kre jisse ki wo kbhi hm lg ke ghar pr na aaye q ki wo hmlg ko fsane ke liye kuch v kr skti h.plz sir help me.
Anirudh (Expert) 14 August 2015
Jho fact aap ne batha ya, us ke muthabhik aap ki maa ke naam pr jo jamin hai, usme aap ki maa ke sivay, anya kisiko koi hak nahin.

Agar aap chahthe hain tho, aap ki maa, a suit for injunction dhakil kar ke, aap ki bahen ko gar aane se rok sakthi hai. Is keliya, aap ko apne ilake ke vakil ke pass jana hoga.

Rajendra K Goyal (Expert) 14 August 2015
Your sister has no right on the land which is in the name of your mother till your mother is alive.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :