Man hani
YATIN
(Querist) 11 March 2016
This query is : Resolved
Dear Sir,
mere bhai ne mere khilaf application di ke me ne usko or uski orat ko mara of uske samne police ne do no ke reply lekar samathan karva diya
par 15 din ke bad mere bhai ne firse bina koy bat or trakrar ke DSP me application kRI ab police ne mera bayan lekar muje 1 hours custody me rakha or chod diya ke bhai me ne asa kuch ni kiya vesa likhva kar
ab me mere bhai ke samne kya kar sakta hu.
(man hane ka dawa ke fir samne dusri application )
me 1 reputed person hu muje a sab nahi pasand he
jagda parking ko lekar huva tha
app muje advice de ke me kuch kru ya na karu
my family is supporting to me as i am not to take any legal action on him
SAINATH DEVALLA
(Expert) 12 March 2016
Main samajtha hoon ki Ye appka gharka mamla hai,aur gharke andar settle karnahai.Jookuch bhi aap ka bhaine kiya voo thik nahin hai.Aap kahatehai ki aap bekhasuroor hai.
Agar ye mamla sudhara nahin to aap women's association mee complain karsakhteho.
Jagada bhai aur behan ke beechme keval parking ke baareme huatha, jo mamla thana thak nahin janatha.
Rajendra K Goyal
(Expert) 15 March 2016
Take help of relatives and have amicable settlement.
You felt bad due to the steps of your brother, why you yourself want to proceed on the same path of litigation.