LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Food act main ek garib kirana vala jail bheja gaya

(Querist) 14 October 2012 This query is : Resolved 
food inspector ne ek garib kiraa vale se arhar dal semple ki thi, report main coulour milavat aaya hai, lekin synthetic colour hai ki permited, aisa nahi likha, na hi ye likha hai ki isse kya hani hai, koi ruling mil nahi payi va koi accha vakil vo garib nahi kar paya, adj court ne appeal nirast kar jail bhej diya, kya arhar dal main praktik colour nahi ho sakta, coulor kaun sa paya gaya ye jikra karna jaruri tha, kya koi ruling hai is bare main,main uski help karna chahata hu, varna is desh ka ganda kanoon uski family va do halfmind ladkiyo ki jindagi barbad kar dega
ajay sethi (Expert) 14 October 2012
yadi woh vakil nahi kar sakhta aap legal id centre se bakil kar sakhte ho .
yadi arahar dal me milavat hai tau knnoni karwayi tau hogi na
V R SHROFF (Expert) 14 October 2012
Khane me milavat maal bechega to jail to honi hi hai..
kitne insan ke sahad he sath khelte he paise ke liye??
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 15 October 2012
dukandar ko milavat mein bachav sirf packet band seal band maal bechne se hai.

Apradddhee vah hai jiske pas milavti khana pakda gaya.

kanoon kamjor hai jyada saja nahin hogee.
K.K.Ganguly (Expert) 15 October 2012
Garib honeke nate kisiko apradh korneka adhikar nehi milta hai.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :