LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

How defence mis use dowry act & warn abuse

(Querist) 07 November 2012 This query is : Resolved 
sir
ham joint family mamber hai .for brothers with wife aur one unmarried sister hai
mother father bhi hai
problem yah hai ki mere 3rd bhai ki wife aur uski sister aaye din dowry act lagane ki dhamki deti hai vah young hai aur bahut danger hai uski wife ki sister mere bhai ki shadi 30/11/10 ko hue thee abhi uske koi child nahi hai chote bhai ki wife ke mother & father expire ho chuke hai keval grandfather hai
uski saali aur grad father toolroom chalate 5 ya 5 admi unke yaha kam karte hai
bhai ki saali ghar aati hai to gandi gali aur dhamki dete hai case mai fasane ki
aur hamare childs aur wifes ke sath usna marpeet bhi ki 06/11/12 mai ek child ke kafi hurt aayi hai nose per
kirpa ker hame vachaye upay bataye aatank se
Arun Kumar Bhagat (Expert) 07 November 2012
Dowry act ke misuse ko koi rok nahi sakta hai. Aap ke upar jab jab atyachar ho tab tab uske liye aap police main complain karen. yedi aapke bhai ki bibi dowry act main complain kar sakti hai aaplogon ke khilaf waise hi aapki bibi bhi unlogon ke khilaf complain kar sakti hain.
dsviswakarma (Querist) 07 November 2012
jab ham uske khilap jis din uske atyachar ki repot likhvane jayenge usi din wo hamare khilap froud 498A likhvayegi aur all family ko ander ker degi ham middle class se hai wo rich hai
ajay sethi (Expert) 07 November 2012
yadi woh 498A ka fir lodge karti hai aap anticpatory bail lena . agar aapne dowruy leeya nahi tau darna kaisa . unko appna case prove karna padega
dsviswakarma (Querist) 08 November 2012
I agree your advice thanks


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :