LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Security

(Querist) 07 May 2013 This query is : Resolved 
sir maine aj se 2 years back ek property rent pe li thi for 3 years or security k 75000 pay kiye jo ki mujhe vacant pe vapis milne chaiye the but mera bussiness vaha nh chala to 1 year mai hi maine us property ko vacant karna chaha or mere landload ko new customer b mil gaya but mere landloard ne mujhe security vapis nh di kaha ki baad mai dunga abi personal problem se nh de pa raha or aj 1 year ho gaya but usne mari security vapis nh ki or mujhe ab lag b nahi raha ki vo vapis karega to sir ap mujhe bata sakte hai ki mujhe kya karna chaiye... vaise mere pas rent aggreement b hai. jo humne property dealer k vahi banvaya tha or mere pas aj ta jo b baat hui unse by phone uski recording b hai
prabhakar singh (Expert) 07 May 2013
Najdic k vakil k pas jakar agreement dhikar
notice bhejo ,na mile tab dava karo.
Devajyoti Barman (Expert) 07 May 2013
Take help of local lawyer.
ajay sethi (Expert) 07 May 2013
khurana saheb aap ko vakil ko contact karna padega . nlegal notice dena padega aap ka security depsoit rs 76,000 return karen
R.K Nanda (Expert) 07 May 2013
consult local lawyer.
Raj Kumar Makkad (Expert) 07 May 2013
Aapka smadhan to sthaniye vkeel ke dwara hi ho payeg notice bhejne par aane wali pratikriya ke adhar par.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :