LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

nitin rai   20 November 2019

vashiyat

Sir
Aap Mujhe Ye bataye ki pita ne Koi vashiyat nahi ki aur unke dwara Koi jamin nahi kharidi gayi Sab paitrik thi unki mritu ke baad unke Koi ladka nahi hai 4 ladkiya hai aur ma ke dwara AK vashiyat taiyar kar unke chachere bhai ma ki mritu ke baad jamin par kanooni kabja rakhte hai Kya ladakiyo me se Kai us vashiyat ko chunaoti de sakti hai agar ha to kaise
please answer


 1 Replies

Real Soul.... (LEGAL)     21 November 2019

ji aap sahi kah rahay hain

Agar pita nay koi vasiyat nahi ki thi to property sary share holders main batagi..

property wife aur 4 betyoun ko milaygi..Haan agar wife any vaiyat ki hain to wo apna share kisi ko bi de sakhti hain,sari property nahi kyounki wo sari property ki maalkan nahi hain.Jya der mat kijye aur haqdar ko haq dilany ki koshsih kijiye..


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register