Validity of ordinary resolution.

Querist :
Anonymous
(Querist) 31 January 2012
This query is : Resolved
Ek company ne Ordinary resolution pass karke....apni authorized share capital increase karni thi.......OR pass kar liya shareholders ki meeting me.......but jab form5 file karne lage to fees jayada aayi...jo ki unka mgt afford ni kar sakta tha.........to ab kya karna hoga company ko.......OR cancel ho sakta hai kya?....or fees company afford ni kar sakti.....to ab company increase bi ni kar sakti to....OR ki kya validity rahegi?
Raj Kumar Makkad
(Expert) 31 January 2012
Vaise to ordinary resolution se capital increase ki bhi nhi ja sakti thee. uske liye special resolution hona chahiye tha. khair vo stage to par ho jati agar company ke pass paisa hota.
Uprokat paristhiti main company ko apne poorv ke parastav ko dubara meeting bulakar nirast karna hoga.