LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Kaise parmarit karu 2 saal ka paritiyag pati nai kiya hai

Guest (Querist) 28 June 2012 This query is : Resolved 
mere pati ne mujhe mumbai sai 2 saal pahele agra bhej diya.ab mere pati ne talak ka case 2 saal ke paritiyag ka dala hai.Agar mai kahti hu ki paritiyag mane nahi mere pati ne kiya hai.yeh mai kaise parmarit kar sakti hu?

Kripya sahyata kare.

SAINATH DEVALLA (Expert) 29 June 2012
Roopaji,
Aap Agra me baitehueho aur Mumbai me kya horahahai chinta karte ho.Jokuchbhi huahai,jo hogayahai.Jo honevala hai uskebareme chinta kijiye aur jaldi Mumbaime Avocate ka intezam kijiye,aur appke patike khilaf ladiye.Bhagawan appke saatde.
Shonee Kapoor (Expert) 29 June 2012
aap uske jawaabdaave mein 23A Hindu Vivah Adhiniyam ke antargat ulta divorce ka case kar sakti hai.

Parmanit to gawahi aur sabooto se karna padega.

Regards,

Shonee Kapoor
harassed.by.498a@gmail.com
Shonee Kapoor (Expert) 29 June 2012
Gawah aapke rishtedaar, padosi vagairah ho sakte hai.

saboot aapke dwara ki hui koi purani complaint, patrachar, koi koshish ityaadi jo ki documented ho.

Regards,

Shonee Kapoor
harassed.by.498a@gmail.com
SAINATH DEVALLA (Expert) 29 June 2012
Shooneji,thik kahchuke hai.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 29 June 2012
http://www.lawyersclubindia.com/experts/Chori-ka-case-317391.asp

http://www.lawyersclubindia.com/experts/Talak-nahi--316521.asp

http://www.lawyersclubindia.com/forum/Kharailu-hinsa-aur-dhahaj-ka-case-60934.asp

AGRA MEIN BETHO AUR LCI FORUM PAR EK KE BAD EK BLOG LIKHTEE RAHO

WAHAN MUMBAI MEIN EX-PARTE TALAK HO JAYEGA PHIR RONA SAREE UMAR

JO EXPERT SALAH DE RAHE HAIN KI MUMBAIR MEIN MUKADMA LADO TO UNPAR GAUR KAR NAHI RAHEE HO.

IS TARAH SE TO TUMHARI SAREE PLANNING TUMHAREE PATI KE VALIK KE PAS PAHUNCH SAKTEE HAI AGAR WAH BHEE IS FORUM KO DEH LE TO


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :