custody and guardian ship of child
balwan singh
(Querist) 06 January 2016
This query is : Resolved
Dear Sir
Meri sadi 2013 m hie thi or 2014 m meri wife delivery ke time ak bachhe ko janm de kar expair ho gai
Bachhe ki halat kamjor the tho hospital walo ne bache ko nursery m rakha
Meri wife ki kirya karm ke bed unke papa ne mere bache ko kuch din apne pass rakhne ke liye kaha sabhi ki bato m aa kar mne apna bachah uneune de diya jab mne bacha manga to unhone bacha dene s mna kar diya
To mne har kar u/s 7;9;25 ke taht rohini court m case laga diya
Ab unka vakil u/o 7 rule 11 of CPC ke taht case ko band karna chahate h
Mera bachaha jankpuri delhi m apne nana ke ghr pr h
Plz koie upaye batayen ki case dismis bhi na ho na dwarka court transfer ho
Kiyo ki bacha mujhe apne sasur s lena h to bacche ke waha rahne s kiya fark padta h
Plz help me
P. Venu
(Expert) 06 January 2016
You are the natural guardian of the child. the court cannot take a different view, in the normal circumstances.
H.M.Patnaik
(Expert) 07 January 2016
I agree with Mr. Venu.