About esic
satya
(Querist) 19 February 2014
This query is : Resolved
dear sir,
maine esic office se confirm kiya hai ki private unaided school jisme 10 ya 10 se jyada teacher ho vo esic k coverage mai aata hai.
hamare school mai 30 teacher ka staff hai par kisi ko bhi esic ka benefit nahi mil rha hai.
mughe iske lie kha complain karni chahie?
ye school karodo kama rahe hain. parents ko bhi loot rhe hain aur teachers ka bhi bahut soshan kar rhe hain? in school k teacher dhobi ke kutte jese hoi gaye hain. khi complain kare to jo hath mai hai vo bhi jane ka dar rahta hai.
2000 se 5000 tak ki sallory mai log work kar rhe hain. aur us par bhi tamam fine hain. koi leave nahi. manmane rules. aur koi bhi rokne wala nahi.
ek majdoor k lie tamam rule hain. par ek teacher jis se samaj ummid karta hai ki vo desh ka futuer banayege unke lie koi rule nahi hai.
na koi minimum wage ka. na pension, insurance, epf ka . na koi leave policy. na koi respect.
sorry frens to bother u!
Vidhi Joshi
(Expert) 19 February 2014
Repeated Query.
http://www.lawyersclubindia.com/experts/Esic-for-unaided-school-teacher-454286.asp#.UwQ0PPmSz3Q
ajay sethi
(Expert) 19 February 2014
repeated query no reply
Rajendra K Goyal
(Expert) 19 February 2014
Repeated query:
http://www.lawyersclubindia.com/experts/Esic-for-unaided-school-teacher-454286.asp#.UwSAn7RRy_I