Requitment rule in seniourity
SAURABH KUMAR DIXIT
(Querist) 07 February 2013
This query is : Resolved
SIR,
MAINE ORDNANCE FACTORY SE APPERENTICE KI JISME RULE THA KI JO CANDIDATE PAHLE TRAINING(ALL INDIA TRADE TEST) PASS KAREGA USE FACTORY KE DWARA BHARTI PAHLE KIYA JAYEGA USE FACTORY ORDER KE KE FACTORY DWARA BULAYA JATA THA AISA ORD.FACTORY BOARD KA RULE HAI ! LEKIN JAB PAD AIYE TO FACTORY KE GEN.MANAGER NE CHUPCHAP BHARTI KRLI AUR APNE DRIVER KE LADKE KO MERE JAGAH PAR BHARTI KAR LIYA JABKI MAINE USSE 2 BATCH PAHLE ALL INDIA TRADE TEST PASS KIYA THA AUR BOARD KE RULE KE ANUSAR MAI 2 BATCH SENIOUR THA !
MAINE PAHLE G.M KO APPLICATION DE AUR KAYBAHI NHI HONE PAR CAT ALLAHABAD ME CASE FILE KIYA !
SIR KYA HAMARE IS CASE SE REALETED KOI SUJHAO YA KOI HIGHCOURT, SUP. COURT KA JOUDGEMENT KE BARE ME BATAI JISE HAM CASE ME DAKHIL KAR SAKE !
SIR KINDLY INFORMED ME !
SAURABH KUMAR DIXIT
DIST-SHAHJAHANPUR,U.P
Sudhir Kumar, Advocate
(Expert) 09 February 2013
CAT mein case dalna hoga. Jis vakil ke pas jaoge uske pas itation bhee hongee
Raj Kumar Makkad
(Expert) 09 February 2013
Aapne case to dal hi rakha hai CAT main. Niyam todkar ki gyee bharti jrur nirsat hogi hi. aap nishchint rhiye haan aapko apne vkeel sahab ke anusar chlna hoga aur mehnat karke achhe si behas karni hogi.