Sonu Adhikari 05 July 2018
Raghav Arora 06 July 2018
Hi!
2 baatei zaroori hain
1. Aap dono baalik hone chahiye. Agar aap dono baalik hain to aap shaadi kr skte hain.
2. Ladki k upar ya aap k upar ek ddosre ka dabaav na ho . Sweccha k anusaar hi hona chahiye sab.
Agar protection chahiye, sabse pehle jile k SSP ko application likhe aur apni Life and Liberty ki protection maange. Apni education aur age ka certificate dena hoga. Saath mei ek affidavit dena hoga ki aap dono baalik hain. Agar wahan baat na bane to aap dono mil kr k jis rajya mei aap rehte hain wahan k High Court mei Article 226 (Samvidhan k anucched 226 k antargat) mei prarthna karei ki aapko protection di jayei.
https://www.lawyersclubindia.com/forum/Love-marriage-185511.asp Is link mei jaa k mera answer dekhe . Usmei court marriage ka procedure hain. Agar samajh naa aaye to firse question pooch sakte hain.
Good Luck!
Sonu Adhikari 06 July 2018
Sonu Adhikari 06 July 2018